Tips and tricks  and much more

All mobile tips and tricks and some other stuff are available here

LightBlog

Breaking

Monday 27 November 2017

How to make invisible or blank name id on facebook 2017


Hello dosto,  mai apka dost 'Abhishek Uniyal '  ek baar phir apne website par swaagat karta hu.  Aaj k is post me mai aapko bataonga ki Facebook par INVISIBLE ya BINA NAME KI ID KAISE BANATE HAI. DOSTO IS POST ME MAINE AAPKO SAB SE EASY TARIKA BATAYA HAI.

IS TRICK KI MADAD SE AAP BHI INVISIBLE NAME ID BNA PAOGE. 

    INVISIBLE NAME KA KYA FAIDA HAI? ? 

=> dosto aaj kal facebook par kaafi log invisible ya bina naam ki id banate hai.  Or aisi id bnane k kaafi reason ho sakte hai jaise :-
1.  SECURITY K LIYE. 
2.  STYLE  MAARNE K LIYE 😉
3.  ATTRACTIONS K LIYE. 
4.  POPULARITY K LIYE
5.  OTHER REASONS. . . 

Invisible name kaise banate hai? 

=> chaliye ab main baat par aate hai ki kaise invisible name kare. To aapko niche k kuch steps ko follow karna hoga.  Jo ko bilcul hi easy hai. . . 😇
1. Sab se pehle aap facebook.com par jaye or apni id ko login kar le.  Aap chahe to nayi id bhi bana sakte hai. 

2. Ab aapko apne facebook ki settings par ja kar general setting par jaana hoga. Or phir name change k option pe tap kare. 

3. Ab mai aapko ek invisible name de rha hu.  Aapko os invisible name ko first or last name me yaha se copy kar k paste  kr dena hai...👍👇

 yaha se copy kar lo or ' sign ko remove kar dena .  Jaisa ki pic me dikhaya gya hai

👉'

ﹺ                         ﹺ




 '👈

4. Name paste karne k baad simply review changes ya name change buttun par tap kar de. .  To aapka name invisible name me badal jaiga. 

. .agar aapko is trick me koi problem aa rhi ho to niche comment box me comment kr dena ,  mai apki help kar dunga. .

To agar aapko ye trick achi ya helpful lagi ho to is post ko share zaroor kare. 😇 

Keep visiting 
Keep sharing 
Be techky. . . 

No comments:

Post a Comment